Misc Television – Pepsi Battle Of The Bands - Raat (Guitar)

Key
-

Auto-scroll

Chords

[Intro] C Em [Verse 1]
C
Man dolay, man dolay

Em
Rookhay se aangan mein

C
Gustaakh teri palkain

Em
Bheegi bin saawan ke

F
Jag jaanay, jag jaanay

Em
Roye teri taab mein

C
Naa jaagay din ke

Em
Naa soway
[Pre-Chorus]
C        Em
Raat mein

C        Em
Raat mein
[Chorus]
C            Em
Paas aye naa aaye

Am              G
Tum bhaaye, naa bhaaye

C                   Em
Saanson ki choti si naoo

Am              G
Tera hi kinaara maangay
[Verse 2]
C
Qurbat mein bhi kitni

Em
Hain ranjishein

C
Tum saans bano tab bhi

Em
Saansein karein saazishein

C
Teri aas nay bhi hum ko

Em
Kitna jhulsaaya hai

C
Dam mar ke nikalnaa tha

Em
Jeetay ji
[Pre-Chorus]
C          Em
Nikaala hai

C              Em
Dam nikaala hai
[Chorus]
C            Em
Paas aye naa aaye

Am              G
Tum bhaaye, naa bhaaye

C                   Em
Saanson ki choti si naoo

Am              G
Tera hi kinaara maangay