Misc Soundtrack – Ram Aur Shyam - Aaj Ki Raat Mere Dil Ki Salami Lele (Guitar)
Key
-
Auto-scroll
Speed:
1.0x
Chords
[Intro]
G D Ye raat jaise dulhan ban gayi charaagon se G Karungaa ujaalaa main dil ke daagon se
D G C D G
G Em Aaj ki raat mere dil ki salaami le le G D Dil ki salaami le le G Bm Em D Kal teri bajm se diwaanaa chala jaayega D Shamma reh jaayegi parawana chala jaayega G D Em C Em Aaj ki raat mere dil ki salaami le le G D Dil ki salaami le le
D Em G D G
G Em D G Teri mehafil tere jalwe ho mubaarak tujh ko D G Teri ulfat se nahi aaj bhi inkaar mujhe G Em D G Tera mayakhana salamat rahe aye jana-e-wafa D G Muskura kar tu zara dekh le ek baar mujhe G Em D G Phir tere pyaar ka mastana chala jaayega G Bm Em D Kal teri bajm se diwaanaa chala jaayega D Shamma reh jaayegi parawana chala jaayega G D Em C Em Aaj ki raat mere dil ki salaami le le G D Dil ki salaami le le
G D Em G D G
G Am G Maine chaaha ke bata dun main haqeeqat apni C D G Tune lekin na mera raaz-e-mohabbat samjha G Am G# G Meri uljhan mere haalat yahan tak pahunche C D G Teri aankhon ne mere pyaar ko nafrat samjha Em Bm Dm D Ab teri raah se begaana chala jaayega G Bm Em D Kal teri bajm se diwaanaa chala jaayega D Shamma reh jaayegi parawana chala jaayega G D Em C Em Aaj ki raat mere dil ki salaami le le G D Dil ki salaami le le G Em D G Tu mera saath naa de raah-e-mohabbat mein sanam D G Chalte chalte main kisi raah pe mud jaaunga G Em D G Kahakashaan chaand sitaare tere chumenge kadam D G Tere raste ki main ek dhool hoon, ud jaaunga G Em D G Saath mere mera afasaana chala jaayega G Bm Em D Kal teri bajm se diwaanaa chala jaayega D Shamma reh jaayegi parawana chala jaayega G D Em C Em Aaj ki raat mere dil ki salaami le le G D Dil ki salaami le le