Misc Soundtrack – Purab Aur Pachhim - Bharat Ka Rahnewala Hoon (Guitar)

Key
-

Auto-scroll

Chords

[Verse 1]
      E
Jabb zhero diya mere bhaarat ne

 A              E
Bhaarat ne mere bhaarat ne

 E
Duniya ko tab ginati aayi

 A               E
Taaron ki bhasha bharat ne

 E
Duniya ko pehli hai sikhalayi

 E             A
Deta na dashamlo bharat to

 E
Yuhh chaand pe jaana mushkil tha

 E                    A
Dharati aur chaand ki doori ka

 A
Andaazha lagana muzhkil tha

 E
Sabhyatha jaha pehle aayi

 A                 E
Pehle janmi hai jaha pe kala

 E             A
Apna bharat woh bharat hai

 A
Jisake picche sansar chala

 E
Sansar chala aur aage badha

 A                E
Yuh aage bada badhata hi gaya

 E             A
Bhagwan kare yeh aur badhe

 A                  E
Badhata hi rahe aur phule phale
[Chorus]
 Em     D
Hmmm...ohhoo..

 Em
Hai preet jaha ki reet sada

 A
Main geet waha ke gata hoon

 C
Bharat ka rahnewala hoon

 Em
bharat ki baat sunata hoon
[Verse 2]
 Em            A
Kale gore ka bhed nahi

 A                             Em
Har dil se hamara naata hai..eee

 Em                 A
Kuch aur na aata ho humko

 A                            Em
Hume pyar nibhana aata hai..eeee

 A
Jisse mann chuki saari duniya..

 A                 Em
Main baat wahi dohrata hoon

 C
Bharat ka rahnewala hoon

 Em
bharat ki baat sunata hoon
[Verse 3]
 Em                   A
Jeete ho kissi ne desh toh kya

 A                              Em
Humne toh dilon ko jeeta hai..eeeee

 Em                    A
Jaha ram abhi tak hai nar main

 A                              Em
Naari main abhi tak seeta hai..eeee

 A
Jitane pawan hai log jahaa

 A                            Em
Main neet neet shish zhukata hoon

 C
Bharat ka rahnewala hoon

 Em
bharat ki baat sunata hoon
[Verse 4]
 Em                A
Itani mamata naddiyon ko bhi

 A                              Em
Jaha maata kehke bulate hai...eeeee

 Em                 A
Itana aadar insaan toh kya

 A                            Em
Patthar bhi pooje jaate hai..eeeee

 A
Uss dharti pe maine janam liya

 A                       Em
Yeh soch ke main itarata hoon

 C
Bharat ka rahnewala hoon

 Em
bharat ki baat sunata hoon