Misc Soundtrack – Paranthe Wali Gali - Tere Bin Ho Na Sakega Gujara (Guitar)

Key
-

Auto-scroll

Chords

[Chorus]
F#m     A
Tere bin ho na sakega gujara

      F#m
Mil bhi gaye to bhi tay hai kinara

  E        F#m
Na doori, na nazdeeki

  E        F#m
Na doori, na nazdeeki
[Verse]
 A
Hai agar

 D              E
Tujhse juda hona kismat meri

 A
Hai agar

 D            E
Tanhaaiyaan hi sohbat meri

 F#m
To lo ho gaye

 D
Juda tujhse

 E
Khafa khud se

 A                F#m
Ab na milenge tujhe hum kabhi

  A  Bm
Ab na milenge

     D
Tujhe hum kabhi

 F#m      A
Hum kabhi, hum kabhi

 F#m
Dhoop mein

 D
Yoon hi main jalta tha

 Bm                  A
Firta main rahta tha, dar badar

 F#m
Tu mila

 D
Ishq ki chanv mein

 Bm               A
Mujhko panah mili, kuch pahar

 F#m
Sukoon yoon mila

  D
Ki lagne laga

  E
Tu hai wo dua

 A              F#m
Abke milega mujhe rab yahin

  A  Bm
Ab ke milega

     D
Mujhe rab yahin

 F#m      A
Rab yahin, rab yahin

 F#m   D
Tu subah andheri raaton ke

 Bm     A
Baad ki pehli fazar

 F#m      D
Tu junoon, dil mein chupa tha jo

 Bm            A
Khul ke wo aaya hai nazar

 F#m
Kismat se gila

 D
Nahi ab raha

 E
Falak mil gaya

 A            F#m
Dil ko mili hai dhadkan abhi

   A  Bm
Dil ko mili hai

 D
Dhadkan abhi

 F#m         A
Dhadkan abhi, Dhadkan abhi
[Chorus]
 F#m    A
Tere bin ho na sakega gujara

      F#m
Mil bhi gaye to bhi tay hai kinara

   E        F#m
Na doori, na nazdeeki

  E         F#m
Na doori, na nazdeeki