Misc Soundtrack – Mera Naam Joker - Kehta Hai Joker Sara Zamana (Guitar)

Key
-

Auto-scroll

Chords

[Chorus]
          Dm            Gm
Kehta Hai Joker Saara Zamana

                      Dm
Aadhi Haqikat Aadha Fasana

                          Gm
Chashma Utaaro Phir Dekho Yaaro

                          Dm
Duniya Nahi Hai, Chehra Purana

          Dm            Gm
Kehta Hai Joker Saara Zamana

                      Dm
Aadhi Haqikat Aadha Fasana

          Dm
Kehta Hai Joker
[Verse 1]
        F        C7
Apne Pe Hans Kar Jag Ko Hansaya

               Dm
Ban Ke Tamasha Mele Me Aaya

C       Dm
Mele Me Aaya

         Dm                Gm
Hindu Na Mulsim, Poorab Na Pashchim

         Dm                Gm
Hindu Na Mulsim, Poorab Na Pashchim

                F         Dm
Mazhub Hai Apna Hansna Hansaana

          Dm            Gm
Kehta Hai Joker Saara Zamana

                      Dm
Aadhi Haqikat Aadha Fasana

          Dm
Kehta Hai Joker
[Verse 2]
          F       C7
Dhakke Pe Dhakka, Rele Pe Rela

               Dm
Hai Bheed Itni Par Dil Akela

C        Dm
Par Dil Akela

          Dm            Gm
Gam Jab Sataye, Seeti Bajaana

          Dm            Gm
Gam Jab Sataye, Seeti Bajaana

                F         Dm
Par Maskhare Se Dil Mat Lagana
[Chorus]
          Dm            Gm
Kehta Hai Joker Saara Zamana

                      Dm
Aadhi Haqikat Aadha Fasana

                          Gm
Chashma Utaaro Phir Dekho Yaaro

                          Dm
Duniya Nahi Hai, Chehra Purana

          Dm            Gm
Kehta Hai Joker Saara Zamana

                      Dm
Aadhi Haqikat Aadha Fasana

          Dm
Kehta Hai Joker