Misc Soundtrack – Mera Jeevan - Mera Jeevan Kuch Kaam Na Aaya (Guitar)
Key
-
Auto-scroll
Speed:
1.0x
Chords
[Chorus]
D Gm D mera jivan kuchh kaam na aaya D Cm7 D jaise sukhe ped ki chhaya
[Verse 1]
D A G A D o apno ke hote huye man me basi tanhai D A G A D ho aansu bana ke khushi aankho se maine barsayi G Em Am G Em Am Gm D ho khushiyo ko rote rote duniya se ab to mera ji ghabraya
[Chorus]
D Gm D mera jivan kuchh kaam na aaya D Cm7 D jaise sukhe ped ki chhaya
[Verse 2]
D A G A D o baras gaye re sawan dariya bhi josh me aaye D A G A D ho phul bhi khilne lage kaliyo ke man muskaye G Em Am G Em Am Gm D ho suni rahi ek dali uspe to ab tak koi phul na aaya
[Chorus]
D Gm D mera jivan kuchh kaam na aaya D Cm7 D jaise sukhe ped ki chhaya
[Verse 3]
D A G A D o jine ko ji na chahe maangu to maut na aaye D A G A D ho saanso ke chalne ko to jivan kaha nahi jaye G Em Am G Em Am Gm D ho dard basa ke dil me mera nasib mujhko kaha pe laya
[Chorus]
D Gm D mera jivan kuchh kaam na aaya D Cm7 D jaise sukhe ped ki chhaya