Misc Soundtrack – Mallika - Woh Bhooli Dastaan (Guitar)
Capo 4
Key
-
Auto-scroll
Speed:
1.0x
Chords
[Chorus]
E F E Am Woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayi E C E Nazar ke saamne ghata si chhaa gayi E C E Nazar ke saamne ghata si chhaa gayi E F E Woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayi
[Bridge]
E Bm E A Am A E
[Verse]
E Am E Kahan se phir chale aaye, yeh kuchh bhatke hue saaye Am C E Yeh kuchh bhoole hue nagme, jo mere pyaar ne gaye E Am E Yeh kuchh bhichhdi hui yaadein, yeh kuchh toote hue sapne Am C D E Paraaye ho gaye to kya, kabhi yeh bhi to the apne E G C F Na jaane inse kyun milkar, nazar sharma gayi E F E Woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayi
[Bridge]
E Am E Am E
[Verse]
E Am E Ummeedon ke haseen mele, tamannaaon ke woh rele Am C E Nigaahon ne nigaahon se, ajab kuchh khel the khele E Am E Hawa mein zulf lehrayi, nazar pe bekhudi chhaai Am C D E Khule the dil ke darwaaze, mohabbat bhi chali aayi E G C F Tamannaaon ki duniya par, jawaani chhaa gayi E F E Woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayi
[Verse]
E Am E Bade rangeen zamaane the, taraane hi taraane the Am C E Magar ab poochhta hai dil, woh din the yaa fasaane the E Am E Faqat ik yaad hai baaki, bas ik fariyaad hai baaki Am C D E Woh khusiyan loot gayi lekin, dil-ye-barbaad hai baaki E G C F Kahan the zindagi meri, kahan par aa gayi
[Outro]
E F E Am Woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayi E C E Nazar ke saamne ghata si chhaa gayi E C E Nazar ke saamne ghata si chhaa gayi E F E Woh bhooli dastaan lo phir yaad aa gayi...