Misc Soundtrack – Lakshya - Kitni Baatein (Guitar)

Half-Step Down (Eb-Ab-Db-Gb-Bb-Eb)
Key
-

Auto-scroll

Chords

[Intro]
D            G
Kitni baatein yaad aati hain

D             G
Tasveerein si ban jaati hain

D               A
Main kaise inhein bhooloon

D              G
Dil ko kya samjhaaun

D            G
Kitni baatein kehne ki hai

D             G
Honton par jo sehmi si hai

D             A
Ik roz inhein sun lo

D             G
Kyun aise gum-sum ho

D                      G
Kyun poori ho na paayi daastaan

Am                  D
Kaise aayi hai aisi dooriyaan
[Chorus] D G Am D [Verse 1]
D
Dono ke dilon mein chhupa hai

  Gm
Jo ik anjaana sa gham

  Gm
Kya ho paayega woh kam

D
Koyi kya kahe

D
Dono ne kabhi zindagi ke

  Gm
Ik mod pe bhi jo paayi

  Gm
Hai kaisi woh tanhaai

D
Koyi kya kahe

Am                D
Kitna viraan hai ye sama

D                          G
Saanson mein jaise ghulta hai dhuwaan

Am                  D
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan
[Verse 2]
D
Tumse aaj yoon milke dil ko

   Gm
Yaad aaye lamhe kal ke

   Gm
Ye aansoo kyun hai chhalke,

D
Ab kya kahein

D
Tumne humko dekha jo aise to

   Gm
Ek umeed hai jaagi

   Gm
Phir tumse pyar paane ki,

D
Ab kya karein

Am             D
Aa gaye hum kahaan se kahaan

D                     G
Dekhe muR ke ye dil ka kaarvaan,

Am                   D
kaise aayee hain aisi dooriyaan

D              G
Kitni baatein yaad.........