Misc Soundtrack – Kabhi Kabhie - Main Pal Do Pal Ka Shair Hoon (Guitar)
Key
-
Auto-scroll
Speed:
1.0x
Chords
[Chorus]
E Main pal do pal ka shayar hoon F#m pal do pal meri kahani hai G#m pal do pal meri hasti hai B A pal do pal meri jawaani hai
[Verse 1]
E Mujhse pehle kitne shayar B A aaye aur aakar chale gaye E kuch aanhe bharkar chale gaye B A kuch nagme gaakar chale gaye E woh bhi ek pal ka kissa the E main bhi ek pal ka kissa hoon A kal tumse juda hojaonga B E woh aaj tumhara hissa hoon E Main pal do pal ka shayar hoon
[Verse 2]
E kal aur aayenge nagmon ki B A khilti kaliyan chunne waale E mujhse behtar kehne waale B A tumse behtar sunne waale E kal koi mujhko yaad kare E kyon koi mujhko yaad kare A masroof zamaana mere liye B E kyon waqt apna barbaad kare
[Chorus]
E Main pal do pal ka shayar hoon F#m pal do pal meri kahani hai G#m pal do pal meri hasti hai B A pal do pal meri jawaani hai