Misc Soundtrack – Ijaazat - Mera Kuchh Samaan (Guitar)

Key
-

Auto-scroll

Chords

[Verse 1]
 C      F     Em
Mera kuch saamaan

 F            Em
tumhare paas pada hai

  G            F
saavan ke kuch bheege

 Em              C
bheege din rakhe hain

  Em             Dm
aur mere ik khat main lipti

 F           C
raat padi hai

  C          G
woh raat bhulaa do,

 C         F        C
mera woh saamaan lauta do
[Verse 2]
  C          F       C
patjhad hai kuch hai na ?

  C      F        Em
o! patjhad main kuch patton ki

 C       F     Em
girne kee aahat

  G            F
kaanon main ek baar

 Em               C
pahan ke laut aai thee

  Em                   Dm
patajhad ki woh shaakh abhi tak

 F          C
kaanp rahi hai

  C         G
woh shaakh giraa do,

 C         F        C
mera woh saamaan lauta do
[Verse 3]
  C
ek akeli chhataree main jab

 C                F
aadhe aadhe bheeg rahe the

  F
aadhe sookhe aadhe geele,

 F                 C
sukha to main le aaye thi

  G            C         F        C
geela mann shayad bistar ke paas pada ho

 C          G
woh bhijwaa do,

 C            F     C
mera woh saamaan lauta do
[Verse 4]
   C
ek so sola chaand ki ratain

   F            Em
ek tumhare kaandhe ka til

  F               G
geeli mahendi ki khushbu,

Am              C
jhoot mooth ke shikwe kuch

  Em              Dm
jhooth mooth ke wade sab

 F         C
yaad karaa do

 C          G
Sab bhijwaa do,

 C         F        C
mera woh saamaan lauta do
[Verse 5]
  C              F
ek ijaazat de do bas,

 G              C
jab isko dafanaungi

  C       F       G     C
main bhi wahi so jaungee

  C         F        C
main bhi wahi so jaungee