Misc Soundtrack – Dil Chahta Hai - Woh Ladki Hai Kahan (Guitar)

Capo 1
Key
-

Auto-scroll

Chords

[Intro]
e|---------------------8--------11--8----------|
B|--11----9--8--9--11----9----11------9--------|
G|--------------------------------------10--8--|
D|---------------------------------------------|
A|---------------------------------------------|
E|---------------------------------------------|

e|---------------------8--------11--8----------|
B|--11----9--8--9--11----9----11------9-----11-|
G|---------------------------------------------|
D|---------------------------------------------|
A|---------------------------------------------|
E|---------------------------------------------|
[Chorus]
     D
Jise dhhoondta hoon main har kahin jo kabhi mili mujhe hai nahin

      G               G             C         D
Mujhe jiske pyaar par ho yakeen woh ladki hai kahaan

     D
Jise sirf mujhse hi pyaar ho jo yeh kehne ko bhi tayyaar ho

     C              C           A         G
Suno tum hi mere dildaar ho woh ladki hai kahaan

   D
Jo tumhaare khwaabon mein hai basi woh haseen moorti pyaar ki

     G              G             C            D
Mile gi tumhe kabhi na kabhi zara dekho yahaan wahaan

      D
Chalo dhhoondte hain hum tum kahin woh pari woh hoor woh naazneen

     C              C             A           G
Jise dekho toh kaho tum wohi arre yeh toh hai yahaan
[Verse 1]
G                    C                  A                  D
Jaane kyon khayaal aaya mujhe ke woh ladki kahin tum toh nahin

G                       C                    A                    D
Tum mein hain woh saari khoobiyaan tha jinko dhhoondta main har kahin

      D
Tumhe dhoka lagta hai ho gaya mujhe hai samajh liya jaane kya

        C                 C           A          G
Na main hoon pari na main apsara karo tum na yeh ghumaan
[Chorus]
     D
Jise dhhoondta hoon main har kahin jo kabhi mili mujhe hai nahin

      G               G             C         D
Mujhe jiske pyaar par ho yakeen woh ladki hai kahaan
[Verse 2]
G                 C                  A                       D
Maan lo agar main yeh kahoon ke mere khwaabon mein tum hi to ho

G              C                A                 D
Jaan lo mera armaan hai ke mere saath hi ab tum raho

      D
Mujhe tumne kya yeh samjha diya mere dil ko jaise dhadka diya

     C                C             A         G
Mere tan-badan ko pighla diya woh sunaaye daastaan
[Chorus]
     D
Jise dhhoondta hoon main har kahin jo kabhi mili mujhe hai nahin

      G               G             C         D
Mujhe jiske pyaar par ho yakeen woh ladki hai kahaan

    G           D
Woh ladki hai yahaan