Misc Soundtrack – Chor Machaye Shor - Ghunghroo Ki Tarah Bajta Hi Raha (Guitar)

Key
-

Auto-scroll

Chords

[Chorus]
C#                B             C#
Ghungharu ki tarah bajataa hi rahaa hun mai

      B      C#       B      C#       G#m      F#      C#
Kabhi is pag me kabhi us pag me bandhataa hi rahaa hun mai

C#                B             C#
Ghungharu ki tarah bajataa hi rahaa hun mai
[Verse 1]
C#    C#              F#
Kabhi tut gayaa kabhi todaa gayaa

    C#              B     F#    C#
Sau baar mujhe phir jodaa gayaa aaaa

C#
Yun hi lut-lut ke, aur mit-mit ke

   G#m     F#      C#
Banta hi rahaa hun mai

C#                B             C#
Ghungharu ki tarah bajataa hi rahaa hun mai
[Verse 2]
C#  C#             F#
Mai kartaa rahaa auro ki kahi

     C#            B       F#   C#
Meri baat mere man hi me rahi eeee

C#
Phir kaisaa gilaa jagse jo mila

    G#m      F#      C#
Sahataa hi rahaa hun mai

C#                B             C#
Ghungharu ki tarah bajataa hi rahaa hun mai
[Verse 3]
C# C#             F#
apano me rahe yaa gairo me

       C#                 B     F# C#
ghungharu ki jagah to hai pairo me eeee

C#
kabhi mandir me kabhi mehafil me

   G#m      F#      C#
sajtaa hi rahaa hun mai
[Chorus]
C#                B             C#
Ghungharu ki tarah bajataa hi rahaa hun mai

      B      C#       B      C#       G#m      F#      C#
Kabhi is pag me kabhi us pag me bandhataa hi rahaa hun mai

C#                F#            C#
Ghungharu ki tarah bajataa hi rahaa hun mai

F#           C#
Bajataa hi rahaa hun mai