Misc Soundtrack – Border 2 - Ghar Kab Aaoge (Guitar)

Key
-

Auto-scroll

Chords

Original key: A major Suggested strumming: DU,DU,DU,DU [Intro]
A
ho

Amaj7 F#m D E
ho

A
ho

Amaj7 F#m D E
ho
[Verse]
         A
sandese aate hain, humein tadpaate hain

             A
jo chitthi aati hai, woh poochhe jaati hai

              F#m
ki ghar kab aaoge, ki ghar kab aaoge

F#m
likho kab aaoge

            Bm              E    A
ki tum bin yeh ghar soona, soona hai
[Verse]
         A
sandese aate hain, humein tadpaate hain

             A
jo chitthi aati hai, woh poochhe jaati hai

              F#m
ki ghar kab aaoge, ki ghar kab aaoge

F#m
likho kab aaoge

            Bm              E    A
ki tum bin yeh ghar soona, soona hai

A
ho

Amaj7 F#m D E
ho

A
ho

Amaj7 F#m D E
ho
[Verse]
             D                     A/C#
Yeh dil jo barson se tha khaali khaali sa

         Bm             A
kisi ke aane se sajaa Diwali sa

             B     A        B    A
jage hain darwaaze kisi ki aahat se

       B      F#m       D    A
savera hota kisi ki karvat se
[Verse]
            A
main socha karta hoon yahi tanhaai mein

            A
ke chanda utrega meri angnaai mein

         F#m
Naseebon wali ne,

   F#m
kaan ki baali ne

F#m
Chauth ki thaali ne

      Bm                   E    A
Aur poochha hai mehndi ki laali ne

             F#m
ki ghar kab aaoge?

             F#m
ki ghar kab aaoge?

             F#m
likho kab aaoge?

            Bm               E  A
ki tum bin yeh dil soona, soona hai
[Chorus]
         A
sandese aate hain, humein tadpaate hain

             A
jo chitthi aati hai, woh poochhe jaati hai

              F#m
ki ghar kab aaoge, ki ghar kab aaoge

F#m
likho kab aaoge

            Bm              E    A
ki tum bin yeh ghar soona, soona hai

A
ho

Amaj7 F#m D E
ho

A
ho

Amaj7 F#m D E
ho
[Instrumental] A F#m D E A F#m D E A F#m D Bm E A x2 [Verse]
             D                   A/C#
yeh poochho aankhon ke jhalakte paani se

         Bm               A
Bichhadte hai koi kahaan aasaani se

             B     F#m              B    F#m
main peeche chhod aaya, duaayein karti maa

          B    F#m              D     A
ki us'se bhi pyaari mujhe yeh dharti maa
[Chorus]
            A
kisi ne dheere se kaha tha laut aana

            A
main raasta dekhungi, mujhe na tadpaana

         F#m
jaagti raaton ne

         F#m
ankahi baaton ne

         F#m
adhoore vaadon ne

      Bm                E   A
aur poochha hai uski yaadon ne
[Verse]
             F#m
ki ghar kab aaoge?

             F#m
ki ghar kab aaoge?

             F#m
likho kab aaoge?

            Bm               E  A
ki tum bin yeh dil soona, soona hai
[Instrumental] A Bm D A F#m E D Bm D A [Verse]
             D                   A/C#
badi yaad aati hai, kisi ki raaton mein

         Bm                  A
kalaai resham si, abhi hai haathon mein

          B  F#m              B    F#m
shayari jaisi woh, labon pe rehti hai

          B    F#m              D     A
mohabbat jaisi woh, ragon mein behti hai
[Verse]
          A
jo gudiyon se khele, woh gudiya yaad aayein

          A
ki baaton baaton mein usi ki baat aaye

         F#m
mere dildaaron ne,

F#m
gali bazaaron ne, ki chitthi taaron ne

        Bm           E      A
aur poochha hai mere yaaron ne

             F#m
ki ghar kab aaoge?

             F#m
ki ghar kab aaoge?

             F#m
likho kab aaoge?

            Bm               E  A
ki tum bin yeh dil soona, soona hai
[Instrumental] A C# F#m E D A Bm E Dm A [Verse]
A
ae guzarne waali hawaa bata

A
mera itna kaam karegi kya?

       Bm             D                E   A
mujhe chhod ke jo chala gaya, usey dhoondh la

     A           D   A
koi reh guzar ya koi gali

       A           D    A
mujhe aaj tak toh nahi mili

     Bm             D
jo mita sake yeh faasla

     E             A
jo mita sake yeh faasla
[Verse]
     F                 A
meri saari jawaani le gaya

     F                 A
aur aankh mein paani de gaya

    D            Em
jisey dohraunga umr bhar

      D              A
woh aisi kahaani de gaya

    A             F#m    E
ae guzarne wali hawa tujhe

      A
hai qasam na aise rula mujhe

       F                 A
main kahaan se laaun woh dil bata

         F               A
jisey ho qubool yeh alvidaa

               A
main wapas aaunga, main wapas aaunga

A
phir apne gaon mein, pyaar ki chhaaon mein

          F#m
tarasti aankhon se

 F#m
kisi ki baahon se, ki ghar ke raahon se

          E              A
kiya jo vaada tha woh nibhaunga

A             A
main wapas aaunga, main wapas aaunga

A
main wapas aaunga

A
main wapas aaunga

A
ho...