Misc Soundtrack – Bhai Bhai - Aye Dil Mujhe Bata De (Guitar)
Key
-
Auto-scroll
Speed:
1.0x
Chords
[Chorus]
Eb Bb Ae dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai Bb Eb Woh kaun hai jo aakar, khwaabon pe chhaa gaya hai
[Verse 1]
Eb Bb Ab Masti bhara tarana, kyon raat gaa rahi hai Ab Bb Eb Aankhon mein neend aakar kyon door jaa rahi hai Eb Bb Dil mein koi sitamgar, armaan jaga gaya hai Bb Eb Woh kaun hai jo aakar, khwaabon pe chhaa gaya hai
[Chorus]
Eb Bb Ae dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai Bb Eb Woh kaun hai jo aakar, khwaabon pe chhaa gaya hai
[Verse 2]
Eb Bb Ab Betaab ho raha hai, yeh dil machal machal ke Ab Bb Eb Shaayad yeh raat beete karwat badal badal ke Eb Ab Bb Eb Lal lal laa lal lal la lal lal laa lal lal laa Eb Bb Ab Betaab ho raha hai, yeh dil machal machal ke Ab Bb Eb Shaayad yeh raat beete karwat badal badal ke Eb Bb Ae dil zara sambhal jaa, shaayad woh aa gaya hai Bb Eb Woh kaun hai jo aakar, khwaabon pe chhaa gaya hai
[Chorus]
Eb Bb Ae dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai Bb Eb Woh kaun hai jo aakar, khwaabon pe chhaa gaya hai
[Verse 3]
Eb Bb Ab Bheegi hui hawaayein, mausam bhi hai gulaabi Ab Bb Eb Kya chaand kya sitaare, har cheez hai sharaabi Eb Bb Dheere se ek naghma koi suna gaya hai Bb Eb Woh kaun hai jo aakar, khwaabon pe chhaa gaya hai
[Chorus]
Eb Bb Ae dil mujhe bata de, tu kis pe aa gaya hai Bb Eb Woh kaun hai jo aakar, khwaabon pe chhaa gaya hai