Misc Soundtrack – Baghban - Main Yahan Tu Wahan (Guitar)

Capo 5
Key
-

Auto-scroll

Chords

G                   G
Main yahan tu wahan, zindagi hai kahan

G                   G
Main yahan tu wahan, zindagi hai kahan

Bm                 G
Tu hi tu hai sanam dekhta hu jahan

Em            Bm           G
Nind aati nahi yaad jati nahi ii

Em            Bm           G
Nind aati nahi yaad jati nahi

D                        G
Bin tere abb jiya jaye naa

G                   G
Main yahan tu wahan, zindagi hai kahan

D          G
Teri surat abb ek pal

C             D
Kyun najar se hatati nahi

D            G
Raat din toh kat jate hain

C           D
Umrr tanhaa katati nahi

Em
Chah ke bhi naa kuchh

Bm             G
Kah saku tujhse mai

Em
Chah ke bhi naa kuchh

Bm             G
Keh saku tujhse mai

D                   G
Dard kaise karu mai bayan

G                    G
Main yahan tu wahan, zindagi hai kahan

D          G
Jab kahi bhi aahat huyi

C             D
Yu laga ke tu aa gaya

D          G
Khushbu ke jhonke ki tarah

C             D
Meri sanse mehka gaya

Em            Bm           G
Ek woh daur tha ham sada paas the

Em            Bm           G
Ek woh daur tha ham sada paas the

D                      G
Abb toh hain faasle darmiyaan

G                    G
Main yahan tu wahan, zindagi hai kahan

D          G
Beeti bate yad aati hain

C             D
Jab akela hota hu main

D          G
Bolti hain khaamoshiya

C             D
Sabse chhupke rota hu main

Em            Bm           G
Ek arsa hua muskuraye huye

Em            Bm           G
Ek arsa hua muskuraye huye

D                   G
Aansuon me dhali dastaan

G                   G
Main yahan tu wahan, zindagi hai kahan

Bm                 G
Tu hi tu hai sanam dekhta hu jahan

Em            Bm           G
Nind aati nahi yaad jati nahi ii

Em            Bm           G
Nind aati nahi yaad jati nahi

D                        G
Bin tere abb jiya jaye naa

G                   G
Main yahan tu wahan, zindagi hai kahan