Misc Soundtrack – Baadshaho - Mere Rashke Qamar (Guitar)

Key
-

Auto-scroll

Chords

[Verse]
        D        C
Aise lehra ke tu rubaroo aa gayi

        D         C
Aise lehra ke tu rubaroo aa gayi

  C             D       Em
Dhadkane betahasha tadapane lagin

     C  D       Em
Dhadkane betahasha tadapane lagin

Em      D
Teer aisa laga dard aisa jagaa

          C     D
Teer aisa laga dard aisa jagaa

          C     D
Chot dil pe wo khaayi mazaa aa gayaa!
[Chorus]
          Em       D    C
Mere rashke qamar…

Em                      Bm
Mere rashke qamar tune pehli nazar

        C       D
Jab nazar se milaai maza aagaya

       Em       Bm
Josh hi josh mein meri aagosh mein

C       D
Aake tu jo samaaai mazaa aa gaya

        Em      C
Mere rashke qamar tune pehli nazar

C       D
Jab nazar se milaai maza aagaya

Em
Jab nazar se milaai maza aagaya
[Instrumental] Em D C D C Em x2 [Verse]
      D C
Ret hi ret thi mere dil mein bhari

      D C
Ret hi ret thi mere dil mein bhari

        C       D       Em
Pyaas hi pyaas thi zindagi ye meri

        C       D       Em
Pyaas hi pyaas thi zindagi ye meri

Em      D
Aaj sehraao mein ishq ke gaaon mein

C       D
Aaj sehraao mein ishq ke gaaon mein

C       Em
Baarishein ghir ke aayin mazaa aa gaya
[Chorus]
        Em
Mere rashke qamar…

Em      Bm
Mere rashke qamar tune pehli nazar

        C       D
Jab nazar se milaai maza aa gaya)

Em      Bm
Ranjha ho gaye, hum Fana ho gaye

C       D
Aise tu muskuraai mazaa aa gaya

        Em
Mere rashke qamar tune pehli nazar

C       D       Em
Jab nazar se milaai maza aa gaya

C       D       Em
Jab nazar se milaai maza aa gaya

       Em       D
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi

       Em       D
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi

C       D       Em
Aag aisi lagaai mazaa aa gaya
[Instrumental] Em Bm C D Em x2 [Chorus]
          Em       D    C
Mere rashke qamar…

Em                      Bm
Mere rashke qamar tune pehli nazar

        C       D
Jab nazar se milaai maza aagaya

Em        D
jaam mein ghol kar husn ki mastiyaan,

Em        D
jaam mein ghol kar husn ki mastiyaan,

C                   Em
chaandni muskuraaii maza aa gaya

Em        D
chaand ke saaey mein ae mere saaqiya,

Em        D
chaand ke saaey mein ae mere saaqiya,

C                 Em
tu ne aisi pilaaii maza aa gaya

      D      C
nasha sheeshe mein angraaii lene laga,

        C                D             Em
bazm-e-rindaan mein saaghar khanakne lage

Em        Bm
maikade pe barasne lagiin mastiyaan,

C             D
jab ghata ghir ke chaaii maza aa gaya

      D      C
behijaabana woh saamne aa gae,

C                D             Em
aur jawaani jawaani se takra gaii

Em                             Bm
aankh un ki lari yuun meri aankh se,

C       D
dekh kar yeh laraaii maza aa gaya

      D      C
aankh mein thi hayaa har mulaaqaat par,

C           D          Em
surkh aariz hue wasl ki baat par

Em                             Bm
us ne sharma ke mere sawaalaat pe,

C       D
aise gardan jhukaaii maza aa gaya

      D      C
shaikh saahib ka eemaan mit hi gaya,

C           D            Em
dekh kar husn-e-saaqi pighal hi gaya

Em                             Bm
aaj se pehle ye kitne maghroor the,

C                         D
lut gaii paarsaaii maza aa gaya

      D      C
ae Fana shukar hai aaj baad-e-fana,

C           D            Em
us ne rakhli mere pyaar ki aabroo

Em                                Bm
apne haathon se us ne meri qabar par,

C                         D
chaadar-e-gul charhaaii maza aa gaya