Misc Soundtrack – Aap Jaisa Koi - Jab Tu Sajan (Guitar)

Key
-

Auto-scroll

Chords

[Intro] C Bb F C [Verse 1]
               C
Tere bina main kya re

                  C
Hoon saanson se juda re

              Bb
Ruaa ruan hai tu

    F     C
Bas tu, piya

              C
Hai rabb ki raza tu

            C
Jo mujhko mila re

             Bb
Hawaaon sa sukoon

    F     C
Hai tu, piya
[Pre-Chorus]
C             Bb
Tune mujhko pukara yun

F               C
Main chala aaya baahon mein

C                 F
Katt jaayein teri chhaon mein

      Bb                  G
Saare din, yeh saari rattiyaan
[Chorus]
       Bb            F
Ke jab tu sajan mere paas hai

     C
Kuch aur na chahein akhiyaan

        Bb                F
Tu hi safar, tu hi meri talaash hai

     C
Kuch aur na chahein akhiyaan

         C         Am
Tu hai dua meri jo poori hui

     F           G
Main toota taara hoon

          C          Am
Main pichhle janam tera hi tha

      F
Iss janam bhi dobara rahoon

       Bb            F
Ke jab tu sajan mere paas hai

     C
Kuch aur na chahein akhiyaan
[Interlude] C F Bb Bb Bb F C C Bb F C C [Verse 2]
             C
Ke tere sang laagi akhiyaan

                 F
Raatein hain kai jaagi akhiyaan

                 G
Tujhi mein paaya rabb ko maine

           C
Ho gayi bairaagi akhiyaan

             C
Ke tere sang laagi akhiyaan

                 F
Raatein hain kai jaagi akhiyaan

                 G
Tujhi mein paaya rabb ko maine

           C
Ho gayi bairaagi akhiyaan
[Pre-Chorus]
   C              Bb
Ho, ishq ki dhoop chehre pe

F               C
Chhanke tere jo mehki hai

C              F
Jag rahi hai Diwali si

     Bb                G
Mere dil ki saari rattiyaan
[Chorus]
       Bb            F
Ke jab tu sajan mere paas hai

     C
Kuch aur na chahein akhiyaan

        Bb                F
Tu hi safar, tu hi meri talaash hai

     C
Kuch aur na chahein akhiyaan
[Bridge]
Bb                       F
Dhuaan dhuaan dhal gaya, paani mein utar gaya

C
Jab se hai paaya tujhe, dil mein basaaya tujhe

Bb                      F
Nadiya nazaron mein tu, ik hi hazaaron mein tu

C
Khud se juda na karoon, kabhi main khudaaya tujhe

Bb                   F
Sajde-sawaabon mein, ishq waale khwaabon mein

C                       F   C
Dheeme dheeme behta hai tu
[Chorus]
         C         Am
Tu hai dua meri jo poori hui

     F           G
Main toota taara hoon

          C          Am
Main pichhle janam tera hi tha

      F
Iss janam bhi dobara rahoon

       Bb            F
Ke jab tu sajan mere paas hai

     C
Kuch aur na chahein akhiyaan
[Outro] Bb F C C