Misc Praise Songs – Mera Ek Hi Mitra Yeshu (Guitar)
Key
-
Auto-scroll
Speed:
1.0x
Chords
[Verse 1]
G [tab] C G Woh mera sab kuchh hain Lakhon mein woh mera D Ek hi priya hain G Woh sharon ka gulab hain C G Aur bhor ka tara hai Lakhon mein woh mera D G Ek hi priya hain
[Chorus]
C Uske dukh se mujhko shanti G Aur anand milta hai Em D Usaka krus mujhko changa karta hai G Woh sharon ka gulab hain C G Aur bhor ka tara hai Lakhon mein woh mera D G Ek hi priya hain
[Verse 2]
G Mera sara bojh uthaya C G Mujhe chaṅga kar diya Panvo ko mere D sthira kiya hain G Jab akela tha bhatakta C G Aur sab ne chhod diya D G Yeshu mera pyara mitra ban gaya
[Chorus]
C Uske dukh se mujhko shanti G Aur anand milta hai Em D Usaka krus mujhko changa karta hai G Woh sharon ka gulab hain C G Aur bhor ka tara hai Lakhon mein woh mera D G Ek hi priya hain
[Verse 3]
G C G Ab main jivan bhar uski Mahima karuga D G Hath uṭhake uski stuti karunga C G Yeshu ke liye jiyunga Aur usmein marunga D G Ab wohi meri ek matra aasha hain