Misc Mashups – Old To New Bollywood Songs Mashup (Guitar)

Key
-

Auto-scroll

Chords

Em        C          D         G
Tu tu hai wohi dil ne jise apna kaha

       Em               D
Tu hai jahaan main hoon vahaan

         B7                 E
Ab to ye jeena tere bin hai saza

Am              C
Ho mil jaaye is tarah

G              Em
Do leharen jis tarah

Em         D
Phir ho na juda

        G  D  Em
Haan ye vaada raha

Em          D          G        B
Main aawaaz hoon to tu hai geet mera

Em          D     G       B
Jahaan se niraala manmeet mera

Am              C
Ho mil jaaye is tarah

G              Em
Do leharen jis tarah

Em         D
Phir ho na juda

        G  D  Em
Haan ye vaada raha
------ Next Song -----
Em
Tu safar mera

Em             B
Hai tu hi meri manzil

Am           C
Tere bina guzara

B          Em
Ae dil hai mushkil

Em
Tu mera Khuda

Em              B
Tu hi duaa mein shaamil

Am           C
Tere bina guzara

B          Em
Ae dil hai mushkil

Em       C        Am   Bm
Mujhe aazmaati hai teri kami

Em       C        Am   Bm
Meri har kami ko hai tu laazmi

Em
Junoon hai mera

Em               B
Banoon main tere qaabil

Am           C
Tere bina guzaara

B          Em
Ae Dil Hai Mushkil
------ Next Song -----
       Em              D              C          B
Gulabi aankhen jo teri dekhi sharaabi ye dil hogaya

          Em              D               C           B
Sammbhalo mujhko, oh mere yaro, sambhalna mushkil hogaya

             B           C          D        C       B
Dil mein mere khawab tere taseevere jaise ho deewaar pe

            B            C         D       C         B
Tujh pe fida main kyu hua aata hai gussa mujhe pyaar pe

          Em                D                        C
Main luth gaya, maan ke dil ka kahaan, main kahin ka na raha

               B
Kya kahun main dilruba

        Em            D               C         B
Bura ye jaadu teri aankhon ka ye mera katil hogaya

       Em              D              C          B
Gulabi aankhen jo teri dekhi sharaabi ye dil hogaya
------ Next Song -----
Em   D   C      Am  C         G
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho

G       D      Bm        Am    G
Jeevan Meethi Pyaas Yeh Kehti Ho

Em       C      Am  D         G
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho

    Em                     C
Har Shaam Aankhon Par Tera Aanchal Lehraye

    D           C     Am        G
Har Raat Yaadon Ki Baarat Le Aaye

G                         Em
Main Saans Leta Hoon Teri Khushboo Aati Hai

   C                   G
Ek Mehka Mehka Sa Paigaam Laati Hai

     Bm             Am                   G
Mere Dil Ki Dhadkan Bhi Tere Geet Gaati Hai

Em       C      Am  C         G
Pal Pal Dil Ke Paas Tum Rehti Ho
------ Next Song -----
G                               C
Saath chhodunga na tere piche aaunga

Em                              C
Chheen lunga ya Khuda se maang laaunga

G                               C
Tere naal taqdeeran likhwaunga main

Em               C
Main tera ban jaaunga

Em               C
Main tera ban jaaunga

G                              C
Sonh teri main kasam yehi khaunga

Em                          C
Kitte waadeya nu mana nibhaunga

G                       C
Tujhe har waari apna banaunga

Em             C
Main tera ban jaaunga

Em              C
Main tera ban jaaunga
------ Next Song -----
G                   Em
Jab Koi Baat Bigad Jaaye

         G             C
Jab Koi Mushkil Pad Jaaye

     G          Am
Tum Dena Saath Mera

D       G
O Humnawaa

G                   Em
Naa Koi Hai Na Koi Tha

         G             C
Zindage Mein Tumhaare Siva

     G          Am
Tum Dena Saath Mera

D       G
O Humnawaa
------ Next Song -----
D        Em       A
Zindagi..do pal ki

D        Em       A
Zindagi..do pal ki

    D      Em             A          D
Inte..zaar kab tak hum ka..renge bha..la

    D       Em            A          D
Tumhe pyaar kab tak na ka..renge bha..la

D        Em       A
Zindagi..do pal ki
------ Next Song -----
      A          G
Her kisi ko nahi milta

      Bb          A
Yahaan pyar zindagi mein      (x2)

     A
Khush-naseeb hain hum

   D
Jinko hai mili

    Bb         A
Yeh bahar zindagi mein

      A          G
Her kisi ko nahi milta

      Bb         A
Yahaan pyar zindagi mein
------ Next Song -----
           A         D
Main tenu samjhawan ki

             A         D
Na tere baju lagda jee

        A         D
Main tenu samjhawan ki

             A         D
Na tere baju lagda jee

             Bm       A
Tu ki jaanay pyaar mera

             G       A
Main karaan intezar tera

               Bm     A
Tu dil tuhi oo jaan meri

           A         D
Main tenu samjhawan ki

             A         D
Na tere baju lagda jee

             Bm       A
Tu ki jaanay pyaar mera

             G       A
Main karaan intezar tera

               Bm     D
Tu dil tuhi oo jaan meri

           A         D
Main tenu samjhawan ki

             A         D
Na tere baju lagda jee
------ Next Song -----
  D
Dil mera churaaya kyun

D              Bm
Jab yeh dil todna hi tha

Em
Humse dil lagaaya kyun

A     G            D
Humse munh modna hi tha

D
Dil mera churaaya kyun

D              Bm
Jab yeh dil todna hi tha

Em
Humse dil lagaaya kyun

A     G            D
Humse munh modna hi tha
------ Next Song -----
Bm     D        E         A
Jaane jaan dhoondta phir raha

        D      E         Bm
Hoon tumhe raat din main yahan se vahan

       G     A         D      A
Mujhko aawaaz do, chup gaye ho sanam

      Bm
Tum kahan

       A
Main yahan

      Bm
Tum kahan

       A
Main yahan

Bm     D        E         A
Jaane jaan dhoondta phir raha

        D      E         Bm
Hoon tumhe raat din main yahan se vahan