Jal – Chup Chup (Ukulele)

Key
-
Versions (2)

Auto-scroll

Chords

G              C       Am       D
O saathi re..yeh waade chod de chod de

G            C       Am      D
O piyu re..aaj to..keh de..keh de

G                C
Chup chup ho tum gumsum khade

Am                 D
aankhon mein hain pyar liye

G              C
kehta hai dil tum aaoge

Am        D
aajao na kyun ho khade

G
yeh sab baatein

C
jab yaad ayein...

Am
palkon se ansun

D
tap tap bahein...

G              C
milte the jab..hum kehte the

Am            D
dil ka sakun..tumhi to ho..

G               C
ankhon se tum..padh lete the

Am         D 
hal e dil jo bhi ho..

G                 C
woh dhalte suraj ko dekhte the...

Am                D
aur phir chandni darshan kare...

G
Chup chup ho tum

C
gumsum khade

Am
aankhon mein hain

D
pyar liye..

G                       C
Chod ker ger chala jaon kabhi

Am                  D
ankhon mein ansoon na lana sana

G               C
pyar se jab bhi yaad karoge

Am                       D
yaadon mein chala aaonga mein sanam

G             C
rasta kathin..manzil nahin

Am                 D
phir bhi mein kyun rukta nahin..

G             C
jata hoon ab bhi us jagah pe

Am               D
jahan bethte the hum bhi kabhi

G               C
woh naqsh saare sab hai wahan per

Am             D
jinhein banaya karte the

G       C
hmmmm...hmmmm...

G
Chup chup ho tum

C
kyun ho...

G 
Chup chup ho tum

C
gumsum khade

Am
aankhon mein hain

D
pyar liye..

G
kehta hai dil

C
tum aaoge

Am
aajao na

D
kyun hooooo....